English to Urdu Proverbs
Urdu to English Proverbs
English Proverb
EXPERIENCE MAKES A READY MAN
Urdu Proverb
تجربہ انسان کو قابل بنا دیتا ہے
Proverb in Roman Urdu
Tajurbah Insaan Ko Qabil Bana Deta Hai
EXPERIENCE MAKES A READY MAN
تجربہ انسان کو قابل بنا دیتا ہے
Tajurbah Insaan Ko Qabil Bana Deta Hai
THAT WHICH PROVES TOO MUCH PROVES NOTHING
جِس سے بہت زیادہ ثابت ہو اس سے کچھ بھی ثابت نہیں ہوتا
Jiss Se Bohat Ziyada Saabit Ho Is Se Kuch Bhi Saabit Nahi Hota
A fair face need no paint
حُسن زیور کا محتاج نہیں۔
Husn Zewar Ka Mohtaaj Nahi .
NEITHER WISE MEN NOR FOOLS CAN WORK WITHOUT TOOLS
اوزاروں کے بغیر چاہے عقلمند ہو یا بیوقوف کوئی کچھ نہیں کر سکتا !
Auzaron Ke Baghair Chahay Aqalmand Ho Ya Bewaqoof Koi Kuch Nahi Kar Sakta !
YOU DIG YOUR GRAVE WITH YOUR TEETH
جو شخص اپنے دانتوں کی حِفاظت نہیں کرتا جلد قبر میں جا پہنچتا ہے
Jo Shakhs Apne Danoton Ki Hifazat Nahi Karta Jald Qabar Mein Ja Pohanchana Hai
FIDDLE FADDLE
فضول باتیں کرنا ۔ فضول باتیں یا رویہ
Fuzool Baatein Karna – Fuzool Baatein Ya Rawayya
SELF DONE WELL DONE
آپ کاج مہا کاج ۔ جو خود کرتا ہے وہ بہتر کرتا ہے
Aap Kaaj Maha Kaaj – Jo Khud Karta Hai Woh Behtar Karta Hai
EVIL WORDS CUT DEEPER THAN THE SWORD
تلوار کا گھاوٴ بھر جاتا ہے بات کا زخم نہیں بھرتا
Talwar Ka Ghaao Bhar Jata Hai Baat Ka Zakham Nahi Bharta
THE FEAR OF DEATH IS WORSE THAN DEATH
موت کا ڈر موت سے بھی بڑھ کر
Mout Ka Dar Mout Se Bhi Barh Kar
TO PAY ONE BACK
ادلے کا بدلہ
Adlay Ka Badla