English to Urdu Proverbs
Urdu to English Proverbs
English Proverb
A GOOD NAME IS BETTER THAN BAGS OF GOLD
Urdu Proverb
لاکھ جائے پر ساکھ نہ جائے
Proverb in Roman Urdu
Laakh Jaye Par Saakh Nah Jaye
A GOOD NAME IS BETTER THAN BAGS OF GOLD
لاکھ جائے پر ساکھ نہ جائے
Laakh Jaye Par Saakh Nah Jaye
UNEQUAL MARRIAGE ARE SELDOM HAPPY
اَن مل بے جوڑ شادی میں شاذ و نادر ہی مسرت ہوتی ہے
Ann Mil Be Jor Shadi Mein Shaz O Nadir Hi Musarrat Hoti Hai
WHO IS FIRST SILENT IN A QUARREL COMES OF A GOOD FAMILY
جھگڑے میں جو سب سے پہلے چپ ہو جاۓ وہی خاندانی اور شریف ہے
Jhagray Mein Jo Sab Se Pehlay Chup Ho Jaye Wohi Khandani Aur Shareef Hai
YOUR MAIN FAULT IS THAT YOU ARE GOOD FOR NOTHING
وہ آدمی کیا جس میں ایک نہ ایک خوبی نہ ہو !
Woh Aadmi Kya Jis Mein Aik Nah Aik Khoobi Nah Ho !
HE THAT ENDURES IS NOT OVERCOME?
جِس میں برداشت ہو اس پر غلبہ کون پاۓ
Jiss Mein Bardasht Ho Is Par Ghalba Kon Paye
THE LIAR IS SOONER CAUGHT THAN THE CRIPPLE
لنگڑے آدمی کی نسبت جھوٹ جلد تر پکڑا جاتا ہے
Langrhe Aadmi Ki Nisbat Jhoot Jald Tar Pakra Jata Hai
LOVE IS VERY FRUITFUL, BOTH OF HONEY AND GALL
محبت میں سکھ بھی بہت دکھ بھی بہت !
Mohabbat Mein Sukh Bhi Bohat Dukh Bhi Bohat !
PEOPLE LOVE WITHOUT REASON, AND WITHOUT REASON THEY HATE
محبت اور نفرت کی کوئی وجہ نہیں ہوتی
Mohabbat Aur Nafrat Ki Koi Wajah Nahi Hoti
NOTHING IS IMPOSSIBLE TO A WILLING MIND
شوق کے آگے کوئی چیز نا ممکن نہیں !
Shoq Ke Agay Koi Cheez Na Mumkin Nahi !
THE BEST METAL IS IRON, THE BEST VEGETABLE WHEAT, AND THE WORST ANIMAL MAN
لوہا سب سے کار آمد دھات ، گیہوں سب سے اچھا اناج اور انسان سب سے بُرا جاندار ہے
Loha Sab Se Car Aamad Dhaat, Gheehon Sab Se Acha Anaaj Aur Insaan Sab Se Bura Jandaar Hai